Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


rang yeh duniya badalti hai badal ja pyaare tu bhi jeevan ke naye saanche mein dhal ja pyaare mausam aaye mausam jaaye phir khil jaayen kaliyaan mausam aaye mausam jaaye phir khil jaayen kaliyaan apne aap khulti jaayen armaanon ki galiyaan tu bhi bhool ke sabko are tu bhi bhool ke sabko aaj mana rang raliyaan dil ka saaz jab chhid jaaye dhadkan gaane gaaye are dil ka saaz jab chhid jaaye dhadkan gaane gaaye phir ek shaam ki pehchaan afsaana ban jaaye jeevan woh dhaara hai are jeevan woh dhaara hai jo bandh ke reh na paaye jab tak saans tab tak aas sach kehte ho yaaro are jab tak saans tab tak aas sach kehte ho yaaro hain din chaar mauj bahaar kal ko goli maaro jab tak jaisi guzre are jab tak jaisi guzre hanste huye guzaaro bolo re rang yeh duniya badalti hai badal ja pyaare tu bhi jeevan ke naye saanche mein dhal ja pyaare
rangat teri soorat si kisi mein nahin nahin khushboo tere badan si kisi mein nahin nahin rangat teri soorat si kisi mein nahin nahin khushboo tere badan si kisi mein nahin nahin rangat teri soorat si kisi mein nahin nahin dekha tha jo bahaar kaa sapna tu hi to hai jiska tha intezaar wo apna tu hi to hai jiska tha intezaar wo apna tu hi to hai har dam ye sharaarat si kisi mein nahin nahin khushboo tere badan si kisi mein nahin nahin rangat teri soorat si kisi mein nahin nahin yun to haseen laakh hain duniyaa ki raah mein aata nahin hai koi bhi meri nighaah mein aata nahin hai koi bhi meri nighaah mein tujh mein hai jo agan si kisi mein nahin nahin khushboo tere badan si kisi mein nahin nahin rangat teri soorat si kisi mein nahin nahin tere haseen khayaal nighaahon pe chhaa gaye duniyaa ko chhod kar tere pehlu mein aa gaye duniyaa ko chhod kar tere pehlu mein aa gaye humdam ye mohabbat si kisi mein nahin nahin khushboo tere badan si kisi mein nahin nahin rangat teri
rangeela re hey rangeela rangeela reeeee tere rang mein yun ranga hai mera mann chhaliyaa re na bujhe hai kisi jal se ye jalan hoooooooo rangeela reeeee tere rang mein yun ranga hai mera mann chhaliyaa re na bujhe hai kisi jal se ye jalan hoooooooo rangeela re palkon ke jhoole se sapnon ki dori pyaar ne baandhi jo toone wo todi khel ye kaisa re kaisa re saathi diyaa to jhoomen hai roye hai baati kahin bhi jaaye re roye ya gaaye re chain na paaye re hiyaaaaaa waah re pyaar waah re waah rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann chhaliyaa re na bujhe hai kisi jal se ye jalan hoooooooo rangeela re dukh mera dulha hai birha hai doli aansun ki saadi hai aahon ki choli aag main piyun re jaise ho paani nari deewani hoon peeda ki rani manwa ye jale hai jag saara chhale hai saans kyun chale hai piyaaaaa waah re pyaar waah re waah rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann chhaliyaa re na bujhe hai kisi jal se ye jalan hoooooooo rangeela re rangeela rangeela
rangin bahaaron se hai gulzaar chaina town sahar waalon ki shaan e bahaar chaina town aake to dekho ek baar chaina town chaina town chaina town chaina town ho dekho dekho ye barkha dekho ye peele raatein hawaayein ye rangraliyaan hooo o behki behki ye mehki mehki zulfon ki mehki bal khati lehrati kaliyaan rangin bahaaron se hai gulzaar chaina town sahar waalon ki shaan e bahaar chaina town aake to dekho ek baar chaina town chaina town chaina town chaina town oh chun chun china oh chun chun china hote hain pyaare ishaare sambhal ke zara hoo babu aana par kho na jaana ye dil ka pyala matwaala machal ke zara rangin bahaaron se hai gulzaar chaina town sahar waalon ki shaan e bahaar chaina town aake to dekho ek baar chaina town chaina town chaina town chaina town ho o kar le baatein pyaari hain raatein tujhko duniya se begaana ho jaana hai to aa ho o kar le baatein pyaari hain raatein tujhko duniya se begaana ho jaana hai to aa rangin bahaaron se hai gulzaar chaina town
hooo oooooo oooo ooo oooooo rangeen fiza hai rangeen fiza hai aaja ke mera pyaar tujhe dhoondh raha hai rangeen fiza hai ye kiski sada hai ye kiski sada hai ye kaun mujhe apni taraf kheench raha hai ye kiski sada hai teri bhi hai yeh meri hi awaaz nahin hai teri bhi hai yeh meri hi awaaz nahin hai aye jaan e tamanna ye koi pyaar nahin hai tu mujhse juda hoke bhi kab mujhse juda hai dil dil se mila hai ye kaun mujhe apni taraf kheench raha hai ye kiski sada hai aaaa aaaa aaaaa aaaaaaa tum mujhko bulaate ho to taala nahin jaata tum mujhko bulaate ho to taala nahin jaata apne ko kisi tarah sambhala nahin jaata zulfon ka mujhe hosh na aanchal ka pata hai ye kaisa nasha hai aaja ke mera pyaar tujhe dhoondh raha hai rangeen fiza hai duniya ko bhula kar meri baahon mein chali aa duniya ko bhula kar meri baahon mein chali aa jazbaat ki befikr panaahon mein chali aa kehte hain jise ishq woh jeene ki adaa hai achchha na bura hai ye kaun mujhe apni taraf kheench raha hai ye
main main hoon rangila ratan rangila hoon main dil ka ratan mera naam rangila hoon main dil ka ratan mera naam nishaane pe nishaana lagaana mera kaam nishaane pe nishaana lagaana mera kaam rangila hoon main dil ka ratan mera naam nishaane pe nishaana lagaana mera kaam nishaane pe nishaana lagaana mera kaam har fun maula main nahin hoon ustaad hoon apnepan ka har fun maula main nahin hoon ustaad hoon apnepan ka are mehfil mein charcha hai apne deewaanepan ka are wahi log reh jaate hain is duniya mein naakaam baithe baithe jo ye soche kya hoga anjaam kya hoga anjaam rangila hoon main dil ka rangila hoon main dil ka ratan mera naam nishaane pe nishaana lagaana mera kaam nishaane pe nishaana lagaana mera kaam ye baat hai apne bas ki har dil mein pyaar basa doon ye baat hai apne bas ki har dil mein pyaar basa doon ek nazar jise main dekhun tufaan us dil mein utha doon are isiliye aankhon aankhon mein karta hoon har kaam chupke chupke mil jaate hain chaahat ke paigaam
rangeelo maharo dholna dholna ve rangeelo maharo dholna dholna ve a ra ra ra a ra ra ra aayo re maharo dholna aayo re aayo re aayo re maharo dholna a ra ra ra a ra ra aayo re maharo dholna aayo re aayo re aayo re maharo dholna hooooooooo rangeelo maharo dholna dholna ve a ra ra ra a ra ra aayo re maharo dholna aayo re aayo re aayo re maharo dholna pyaar ke geet zara sunle pyaar ke geet zara sunle mein aaya re mahare aagna tu vaare aisa mohak rup saja re neele peele lal gulabi ho gaye nain kajrare are gaa re gaa re gaa re koi gaanv aaya bhare dholi jam ke dhol baja re hooooooooooooooo rangeelo maharo dholna dholna ve a ra ra ra a ra ra aayo re maharo dholna aayo re aayo re aayo re maharo dholna hey sajanaa ho pardesi hamaar pardesi hamaar aayo babu ji ban ke pardesi hamaar arre baar baar baar karoon sola singaar woh hai majhi mera mein hoon ganga ki dhaar hooooooooo rangeelo maharo rangeelo maharo dholna dholna ve a ra ra ra a ra ra aayo re maharo dholna aayo re
rangoli sajavo re rangoli sajavo rangoli sajavo re rangoli sajavo teri payal mere geet aaj banege dono meet rangoli sajavo re rangoli sajavo teri payal mere geet aaj banege dono meet rangoli sajavo neel gagan par chamka tara maine samjha tera ishaara ban gayi dhadkan prem sandesa shaayad mujhko tune pukara tere dar par laayi preet tere dar par laayi preet rangoli sajavo re rangoli sajavo teri payal mere geet aaj banege dono meet rangoli sajavo dard ke sur mein raag hai mera pyar ki lai par naach hai tera jeevan beena baaze surili jo sur bole naam le tera arpan tujh par har sangeet arpan tujh par har sangeet rangoli sajavo re rangoli sajavo teri payal mere geet aaj banege dono meet rangoli sajavo re rangoli sajavo teri payal mere geet aaj banege dono meet rangoli sajavo
Ranjha
hoooooooooooo raqqasaa mera naaaaam hoooo oooo raqqasaa mera naaaaam hai saahib sabko salaam raqqasaa mera naaaaam hai saahib sabko salaam aap ki khidmat ke liye main haazir hoon aaj ki shaam raqqasaa mera naaaaam hai saahib sabko salaam tauba tauba dekhen to mere andaaz koi aaaa uuuuuuuu uuuuu uuuuu uuuuu tauba tauba dekhen to mere andaaz koi phir sun ke dekhen apne dil ki aawaaz koi maine chhedi gazal ab chhede saaz koi maih beraksa hoon main dekho maih peete hain log tamaam aye saahib uuuuuuuu uuuuu uuuuu uuuuu aye saahib uuuuuuuu uuuuu uuuuu uuuuu raqqasaa mera naaaaam hai saahib sabko salaam aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa marhabbaaaaa ayeeee dilrubaaaa marhabba aye dilrubaa marhabba aye dilrubaa marhabba aye dilrubaa tauba tauba marhabba aye dilrubaa tauba hoooo oooo ooooo ooooo ooooo oooo oooo taarif ke kaabil hai tu ik haseen qaatil hai tu ik nazar dekh idhar jaane jigarrrr dil chaahe bas ho jaaun tere
are pathik giridhaari sun itni kahiyo ter dig bhar laaye radhika ab brij bhulat pher aa ja sanvariya tohe garva laga lun aa ja sanvariya tohe garva laga lun ras ke bhare tore nain sanvariya ras ke bhare tore nain ras ke bhare tore nain ras ke bhare tore nain sanvariya ras ke bhare tore nain sanvariya ras ke bhare tore nain ras ke bhare tore nain sanvariya ras ke bhare tore nain sanvariya ras ke bhare tore nain sanvariya ras ke bhare tore nain sanvariya ras ke bhare tore nain sanvariya ras ke bhare tore nain jehi chitvat tehi bas kari rakhat jehi chitvat tehi bas kari rakhat bas kari rakhat bas kari rakhat naahi pade maika chain sanvariya naahi pade maika chain sanvariya naahi pade maika chain sanvariya naahi pade maika chain sanvariya ras ke bhare tore nain sanvariya ras ke bhare tore nain aa ja sanvariya tohe garva laga lun aa ja sanvariya tohe garva aa laga lun ras ke bhare tore nain sanvariya ras ke bhare tore nain sanvariya ras ke bhare tore nain
ho rasa sayang re rasa sayang sayang re hei lihat nona jauh rasa sayang sayang re hey rasa sayang re rasa sayang sayang re hai pyaar ka hi naam rasa sayang sayang re ek thi chini gudiya aur ek japani doll hote hote donon mein pyaar hua anmol dheere dheere aakhir rangeen zamaana aaya honthon par donon ke ek geet suhaana aaya pyaar ki manzil ke wo donon ban gaye saathi pyaar ki manzil ke wo donon ban gaye saathi phir shaadi ki phir bachche huye aur ek nahin do nahin baarah rasa sayang re rasa sayang sayang re hei lihat nona jauh rasa sayang sayang re ho rasa sayang re rasa sayang sayang re hai pyaar ka hi naam rasa sayang sayang re dariyaa ka kinaara aur wo ujli bahaar khadi thi ek ladki aankhon mein le ke pyaar khoyi khoyi uski nighaahen kuchh naa poochhoo teer khayi hirni uski aahen kuchh naa poochooo waada tha kisi ka ke aayenge hum milne waada tha kisi ka ke aayenge hum milne wo tadpa kiye aaya naa koi yun raat gayi din gaya saara ho rasa sayang re rasa sayang
rasik balmaa haai dil kyun lagaya tose dil kyun lagaya jaise rog lagaya rog lagaya rasik balmaa hoooo jab yaad aaye tihaari soorat wo pyaari pyaari jab yaad aaye tihaari soorat wo pyaari pyaari neha lagaa ke haari aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa neha lagaa ke haari tadpun main ghum ki maari rasik balmaa haai dil kyun lagaya tose dil kyun lagaya jaise rog lagaya rasik balmaa hoooo dhoondhe hain pagal naina paaye na ik pal chaina dhoondhe hain pagal naina paaye na ik pal chaina dasti hai ujali raina aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa dasti hai ujali raina kaa se kahoon main baina rasik balmaa haai dil kyun lagaya tose dil kyun lagaya jaise rog lagaya rasik balmaa hoooo
rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa laage naa re jiya laage naa tere bina jiya moraa laage naa rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa sun sun murli ki dhun matwaari reh jaaye raadha tori thaari ki thaari sun sun murli ki dhun matwaari reh jaaye raadha tori thaari ki thaari laakh jatan karoon laaj ki maari paanv chhat par aaye naa tere bina jiya moraa laage naa rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa sang sang chalun tore mann to ye chaahe re lok laaj roke piyaa kaa karoon haay re sang sang chalun tore mann to ye chaahe re lok laaj roke piyaa kaa karoon haay re raam kare haay kisi ke mann mein bairi preet jaage naa tere bina jiya moraa laage naa rasiya re mann basiya re tere bina jiya moraa laage naa
rasm e ulfat ko nibhaayein to nibhaayein kaise rasm e ulfat ko nibhaayein to nibhaayein kaise har taraf aag hai daaman ko bachaayein kaise har taraf aag hai daaman ko bachaayein kaise rasm e ulfat ko nibhaayein dil ki raahon mein uthaate hain jo duniyaa waale dil ki raahon mein uthaate hain jo duniyaa waale koi keh de ke wo diwaar girayein kaise koi keh de ke wo diwaar girayein kaise rasm e ulfat ko nibhaayein dard mein doobe huye nagmein hazaaron hai magar dard mein doobe huye nagmein hazaaron hai magar saaz e dil toot gaya ho to sunaayein kaise saaz e dil toot gaya ho to sunaayein kaise rasm e ulfat ko nibhaayein bojh hota jo ghumon ka to utha bhi lete bojh hota jo ghumon ka to utha bhi lete zindagi bojh bani ho to uthaayein kaise zindagi bojh bani ho to uthaayein kaise rasm e ulfat ko nibhaayein to nibhaayein kaise rasm e ulfat ko nibhaayein
rastaa dekhen tera vyaakul mann mera ye chhote chhote naina ye lambi kaali raina aa jaa re neendiyaa rastaa dekhen tera vyaakul mann mera ye chhote chhote naina ye lambi kaali raina aa jaa re neendiyaa rastaa dekhen tera deep mein baati jalne lagi hai dheere dheere mast hawaa bhi chalne lagi hai dheere dheere tu chori chori chhupke se maathe pe lagaa ke sapnon ki bindiyaa aa jaa re neendiyaa rastaa dekhen tera vyaakul mann mera ye chhote chhote naina ye lambi kaali raina aa jaa re neendiyaa rastaa dekhen tera mehlon mein bhi tu jaati hai haule haule galiyon mein bhi tu aati hai haule haule ghar mein hum gareebon ke maathe pe sajaa ke sapnon ki bindiyaa aa jaa re neendiyaa rastaa dekhen tera vyaakul mann mera ye chhote chhote naina ye lambi kaali raina aa jaa re neendiyaa rastaa dekhen tera hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm hmm
raste mein kal ek ladki mili door talak mere saath chali aankhon hi aankhon mein baatein huyin puchho na phir kya hua are raste mein kal ek ladki mili door talak mere saath chali aankhon hi aankhon mein baatein huyin puchho na phir kya hua hua hua kuchh hua hua hua hua kuchh hua hua kal jo bhi mili tere aage sanam teri kasam kuchh nahin teri kya adaayein hain mast nigaahein hain tu hai kitni haseen kal jo bhi mili tere aage sanam teri kasam kuchh nahin teri kya adaayein hain mast nigaahein hain tu hai kitni haseen hua hua kuchh hua hua hua hua kuchh hua hua raste mein kal ek ladki mili door talak mere saath chali aankhon hi aankhon mein baatein huyin puchho na phir kya hua hua hua kuchh hua hua hua hua kuchh hua hua tera jawaab toh milega hi nahin jahaan mein ae jaane jaan pehlu mein aa zara itna bata zara abhi tak tu thi kahaan are tera jawaab toh milega hi nahin jahaan mein ae jaane jaan pehlu mein aa zara itna bata zara abhi tak tu thi kahaan hua hua kuchh hua
raste pe hum khade hain dil e beqaraar le kar guzroge kab idhar se apni bahaar le kar raste pe hum khade hain thoda sa pyaar de do hum zindagi bana len hoooo oooooo thoda sa pyaar de do hum zindagi bana len hum zindagi bana len thoda sa pyaar le kar raste pe hum khade hain dil e beqaraar le kar guzroge kab idhar se armaan machal machal kar tujhse ye keh rahe hain hoooo oooooo armaan machal machal kar tujhse ye keh rahe hain aana pyaar waale aankhon mein pyaar le kar raste pe hum khade hain dil e beqaraar le kar guzroge kab idhar se aawaaz de rahi hai shaam e bahaar tumko hoooo oooooo aawaaz de rahi hai shaam e bahaar tumko shaam e bahaar tumko daaman mein muskuraate phoolon ke haar le kar raste pe hum khade hain dil e beqaraar le kar guzroge kab idhar se apni bahaar le kar raste pe hum khade hain
re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa kabse teri raahon mein khadi main bekaraar bola jo papiha thi wo meri hi pukaar phoolon ko sajaye jaise baahon mein bahaar aankhon mein sajaye maine sapne hazar re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa paapi mera dil mere bas mein na aaye jaane kahan kahan mujhe leke uda jaye ek bhi na maane meri zidd pe jo aaye neend se jaga ke mujhe raaton ko sataye re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa tu der na laga har aahat pe ho dhak se deewana dil mera re aane wale aa jane kyun main sochun anhoni si ye baat jahaan bhi tu jaye chali jaaun tere saath thamu ek baar to na chhodun tera haath kabhi sach hogi kya ye sapnon ki baat re aane wale aa tu der na
sun lo sunata hoon tum ko kahani rootho na hum se o gudiyon ki rani re mama re mama re re mama re mama re o sun lo sunata hoon tum ko kahani rootho na hum se o gudiyon ki rani re mama re mama re re mama re mama re hum to gaye bazaar mein lene ko aloo hum to gaye bazaar mein lene ko aloo hum to gaye bazaar mein lene ko aloo aloo valoo kuch na mila peechhe pada bhaloo re mama re mama re re mama re mama re sun lo sunata hoon tum ko kahani rootho na hum se o gudiyon ki rani re mama re mama re re mama re mama re hum to gaye bazaar mein lene ko lattoo hum to gaye bazaar mein lene ko lattoo hum to gaye bazaar mein lene ko lattoo lattoo vattoo kuch na mila peechhe pada tattoo re mama re mama re re mama re mama re sun lo sunata hoon tum ko kahani rootho na hum se o gudiyon ki rani re mama re mama re re mama re mama re hum to gaye bazaar mein lene ko roti hum to gaye bazaar mein lene ko roti hum to gaye bazaar mein lene ko roti roti voti kuch na mili peechhe padi moti re
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Rang Yeh Duniya Naughty Boy (1962) 04:00 40153
 
Poster of Naughty Boy (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 04:00   Song Number : 40153   

Rangat Teri Soorat Si Tumse Achha Kaun Hai (1969) 05:14 12521
 
Poster of Tumse Achha Kaun Hai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Babita
Duration : 05:14   Song Number : 12521   

Rangeela Re Prem Pujari (1970) 06:20 21158
 
Poster of Prem Pujari (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 06:20   Song Number : 21158   

Rangeen Bahaaron Se Hai (China Town) China Town (1962) 04:22 40861
 
Poster of China Town (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:22   Song Number : 40861   

Rangeen Fiza Hai Aaja Bahu Beti (1965) 05:31 36617
 
Poster of Bahu Beti (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Mala Sinha
Duration : 05:31   Song Number : 36617   

Rangila Hoon Main Dil Ka Rangila Ratan (1976) 04:20 18953
 
Poster of Rangila Ratan (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Parveen Babi
Duration : 04:20   Song Number : 18953   

Rangilo Maro Dholna Pyar Ke Geet (2004) 04:42 18849
 
Poster of Pyar Ke Geet (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
On Screen Actors- 
Arbaaz Khan, Malaika Arora
Duration : 04:42   Song Number : 18849   

Rangoli Sajao Re Rangoli (1962) 03:37 12457
 
Poster of Rangoli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 12457   

Ranjha Shershaah (2021) 03:47 13668
 
Poster of Shershaah (2021)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2021
Lyricist
Anvita Dutt
Music Director- 
Jasleen Royal
On Screen Actors- 
Sidharth Malhotra, Kiara Advani
Duration : 03:47   Song Number : 13668   

Raqqasaa Mera Naam The Great Gambler (1979) 05:07 12518
 
Poster of The Great Gambler (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:07   Song Number : 12518   

Ras Ke Bhare Tore Nain Gaman (1978) 06:00 39163
 
Poster of Gaman (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Jaidev
Duration : 06:00   Song Number : 39163   

Rasa Sayang Re Singapore (1960) 03:29 12502
 
Poster of Singapore (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Helen
Duration : 03:29   Song Number : 12502   

Rasik Balmaa Haai Dil Kyun Lagaya Chori Chori (1956) 04:25 12247
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:25   Song Number : 12247   

Rasiya Re Mann Basiya Re Pardesi (1957) 03:56 15535
 
Poster of Pardesi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:56   Song Number : 15535   

Rasm E Ulfat Ko Dil Ki Rahen (1973) 05:28 12224
 
Poster of Dil Ki Rahen (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Raag- 
Madhuvanti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:28   Song Number : 12224   

Rastaa Dekhen Tera Vyaakul Mann Mera Humshakal (1974) 03:59 15718
 
Poster of Humshakal (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:59   Song Number : 15718   

Raste Mein Kal Bond 303 (1985) 04:00 40042
 
Poster of Bond 303 (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 04:00   Song Number : 40042   

Raste Pe Hum Khade Hain Rajput (1951) 02:54 15657
 
Poster of Rajput (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Hans Raj Bahal
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:54   Song Number : 15657   

Re Aane Wale Aa Kahin Aur Chal (1968) 03:39 37403
 
Poster of Kahin Aur Chal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 03:39   Song Number : 37403   

Re Mama Re Mama Re Andaz (1971) 04:29 21260
 
Poster of Andaz (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Baby Gauri, Shammi Kapoor
Duration : 04:29   Song Number : 21260